Skip to main
God bless artwork

God bless Explicit contentE

godmusic

· 2:42 · 16 plays · v3-preview

Lyrics

Instrumental Intro

(Flute melody, deep acoustic guitar build)

Verse 1 - Melody

Tujhko pane ki na jaane maangi kitni dua

Mera chain kho gaya

Tujhko pata thi kya meri khata

Tadpa raat raat bhar

Tarsha raat raat bhar

Thi na tujhko khabar

Kya tha mera hasar

Pre-Chorus

Syahi behti rahi main bhi beasar

Bekhabar chalta hoon teri yaadon ko lekar

Chorus

Chalne ka wada tha saath mein phir bhi tu gayi

Mujhko chhod kar... haan chhod kar

Tod kar dil mera tod kar

Gaur... haan gaur kar baaton pe gaur kar

Na sharab ka nasha tha

Na shabab ka nasha tha

Teri aankhon ka nasha tha

Jo barbaad kar gaya

Verse 2 - Rap

Zulfein teri rula si gayi

Daga de gayi sukoon chhina hai mera

Dil ke hisse hue hazaar

Aakhir gaya kya tera

Tera sawera aajayega

Main andhere mein raha

Khawabon mein main tere khwab dekhne laga

Seedha saadha tha bada ab phookne laga

Pre-Chorus

Tu koshish karti rahi main marta raha

Main padi laash ki tarah ab sarta raha

Joint phook phook kar main likhta raha

Na jaan bachi hai na kissa bacha

Chorus

Chalne ka wada tha saath mein phir bhi tu gayi

Mujhko chhod kar... haan chhod kar

Tod kar dil mera tod kar

Gaur... haan gaur kar baaton pe gaur kar

Na sharab ka nasha tha

Na shabab ka nasha tha

Teri aankhon ka nasha tha

Jo barbaad kar gaya

Verse 3 - Rap

Tu ab na mera hissa raha

Dil ke tukde bikhar gaye raaton mein

Yaadon ka bojh utha nahi jaata

Phir bhi tera naam aata hai baaton mein

Main likh raha hoon zeher ko

Seene mein daba kar rakha hai tera khel ko

Door jaake bhi tu aati hai khwabon mein

Jaise havaaon mein ghol diya zeher ko

Bridge - Melody

Tujhko pane ki na jaane maangi kitni dua

Chain kho gaya...

Tujhko pata thi kya meri khata

Outro - Rap/Spoken

Aakhir gaya kya tera

Kuch bhi nahi bacha... mere paas

Sirf teri yaadein

Aur yeh kaagaz pe likha yeh raaz

Comments1